Jemimah Rodrigues Ka Bada Faisla: Smriti Mandhana Ki Postponed Shaadi Ke Baad WBBL Se Withdraw

Smriti Mandhana

Smriti Mandhana ki shaadi postpone hone ke baad unki सबसे करीबी dost aur Team India ki star batter Jemimah Rodrigues ne ek bada फैसला le liya. Jemimah ne is season ke बाकी ke WBBL matches se withdraw kar diya hai, taaki woh India me ruk kar Smriti aur unke parivaar ke saath reh sake.

Jemimah iss season Brisbane Heat ke liye khel rahi thi, lekin franchise ne unhe mutual consent se release kar diya. Team management ne clearly bola ki woh Jemimah ke decision ka पूरा सम्मान karte hain, kyunki iss waqt unki priority family aur dosti hai, na ki sirf league ya contracts.

Smriti ki shaadi singer-composer Palash Muchhal ke saath hone wali thi, lekin unke father ki tabiyat बिगड़ने ke baad wedding ko फिलहाल टाल diya gaya. Isi tough time me Jemimah ka Australia lautne ke bajay India me stay karna fans ko ek strong message deta hai – ki dosti, emotions aur इंसानियत kabhi-kabhi cricket se bhi upar hoti hai.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *